.

Breaking

Monday 25 December 2017

PayPal kya h, PayPal pr account kise bnaye puri jankari!










"PayPal kya h,"

PayPal account kise bnaye,

PayPal se pisa India bank account me kise transfer kre,PayPal kis kis bank account ko except krta h,internet ki puri jankari 100Hindi me ! Ydi post aapko acha lge to share with LIKE jrur kre! !



PayPal kya H!

"Paypal"

Ek online International money exchanger bank account hi, yeah online work karta hai, "Paypal par aap apna account create Karke alag alag country ke currency ko Apne country K currency me exchange ya convert kara kar Apne bank account mein mangwa sakte hain !" Sath hi sath aap us ka use Karke online shopping , ya phir Kisi Aur ko paisa transfer bhi kar sakte hain ! aur is ke jariye aap online work Karke Apna payment Apne 'PayPal' account mein except kar sakte hain ! aaj online eran money ki jitni bhi website hoti hai , wo payment aapko Jyada tar Paypal ke jariye hi karti hai ! Tu Chaliye Ab Hum Jante Hain ki PayPal account create kaise karte hain ! yeah PayPal account kaise banate hain ! aur uspar Apna bank account ko kaise jodte hain ! Sath hi sath Apne PayPal Account ko verify kaise karte hain !






100HINDI.

Mey aapko online se related Sabhi jankari step by step Bataye Jata Hai, example "online earn money from home, "online make money, "online free recharge, Apna khud ka "apps Kaise create kare, "data entry work; (Bitcoin se paise Kaise earn kare) (trading) (Gmail account) (Facebook) (Twitter) "PTC site" aur Apna khud ka "website/ Kaise create kare etc in Sabhi tarike ki jankari 100HINDI. main aapko milegi !





PayPal Account kise bnaye!


Dosto "PayPal" par account banane ke liye aapke paas Yeh Sab Hona zaroori hai ! Jaisa ki aap Neeche dekh sakte hain, Jise main step by step likha hai !


(1) Ek mobile a laptop !

(2) acchi Internet !

(3) Ek Email I'd kise ?

(4) Net banking bank account !

(5) Atm card !(6) PAN card !

(7) Bank passbook !

Yadi aap ke paas Yeh Sabhi cheez hai, to aap PayPal per account bana sakte hain, Chaliye Shuru Karte Hain ! sabse Pehle Aap Ko es link pe click karna hoga [CLICK]Jab aap is link click Karenge tab, Aap Ke Samne Kuch es Tarah ka page open hoga, Jaisa ki apni chah dekh sakte hain !⤵






Isme aap ko simply sign up for free par karna hai! ab Aap Ke Samne Kuch Is Tarah ka page aayega, aap niche picture dekh sakte hain !⤵




Isme aapko "for shoppers" select karna hai , aur uske baad next pe click kar de , ab Aap Ke Samne Kuch Is Tarah ka page aayega !⤵



(1) India select kare !

(2) Apna email address daale !

(3) Ek strong password daale !

(4) same strong password daale !

Ab continue par click kar de Aap Ke Samne Kuch Is Tarah ka page khulega !⤵



"warning"aapke PAN card mein jo first name aur middle nameAur last name date of birth Jo Diya Hua Hai Wohi same dalna hai !
(1) first name >> ram !
(2) middle name >> kumar !
(3) last name >> Yadav !
(4) date of birth >> 1/1/1990 !
(5) India select kare !
(6) Apna pura Pata Dale !
(7) Apna pura Pata Dale !
(8) city Dale !
(9) state Dale !
(10) 6 digit ka pin code !
(11) apna mobile number !
(12) agri kare !

Agree and create account pic click kare ! Ab Aap Ke Samne Kuch Is Tarah ka page aayega jaise ki aap Neeche dekh Sakte !⤵



isme aapko (1) "link my card later" pic click Karke chod dena hai ! ab aapke email address par Paypal ke taraf se ek email Aaya hoga or us email ke jariye Ek link Bhi Aaya hoga , us ko click Karke Apne PayPal Account ko login kare ! ab Aap Ke Samne Kuch Is Tarah ka page aayega aap Neeche dekh sakte hain !⤵




isme aapko "(1) summary" per click karna hai aur uske baad, (2) link a card } par click karna hai ! Ab Aap Ke Samne Kuch Is Tarah ka page khulega !⤵



isme aapko "
(1) payment method"
pr click karna hai !
(2) apne bank account ki details Varna !
(3) Apne ATM card ka details bharna hai ! Ab Neeche ka step follow kare
!⤵




(1) click kre !

(2) click kre !

ab Aap Ke Samne Kuch Is Tarah ka page khulega ! ⤵



Isme aapko "(1) personal" per click karna hai ! "(2) apna pen card ka no. Dale "! "(3) apna address select kare" !(4) submit par click kar de ! Ab aapka PayPal account Puri Tarah verify ho chuka hai, ab aap isme apna payment except aur transfer kar sakte hain, aapka PayPal account ka number hoga aapka email ID Jo Apne PayPal account Banane Samay use kiya tha Usi ke jariye aap apna payment except or transfer Karenge ! yadi Koi Aur Bhi problem ho PayPal Account Banane mein Tu Hume comment Karke pooch sakte hain! yeah Hamare social site se Jod kar ke sawal kar sakte hain namaste aapka apna website

100HINDI. ! 🙏





BitCOIN by krke pisa kamaye ?


Email id kise bnaye?

Free me recharge bnaye?


News.Online earn money from home,Online make money, data entry work, PayPal pr account, treding se rupya kise kmaye,bitcoin kya h,by or sell kise kre,Facebook, gmail, Blogger,Earn Free mobail recharge, in svi trike ki puri jankari hindi me 100HINDI."[ydi avi v koi problem h,to aap niche comments kr k puch skte h !]

No comments:

Adbox